Monday, October 10, 2011

On Jagjit Sings death

(1)

Dhue ka badal hai zindagi,
ujala dhundte umr kat jaati hai

lamhe lamhe ka hisab kar jita hai aadmi,
maut sabhi hisabo ko chukta kar jaati hai

(2)

Jaateein hai raaja, jaatein hai rank bhi
jaane per koi yaad kare na kare , kya fark padta hai

No comments: